People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 9 *

Teerath Teerath Mandir Mandir
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
tirth tirth mandir mandir jo ghume din rat
unpe kabhi na chal sake anyay ki ghat
uday uday jai amba baayi
uday uday jai amba baayi
uday uday jai amba baayi
uday uday jai amba baayi
teri mata hai amba baayi ye hai
maharasht ki maai
uday uday jai amba baayi
uday uday jai amba baayi
jo bhi maiya ke charno mein jata
uski raksha kare amba mata
unki bhakti mein unki bhakti mein
shakti samai ye kul devi sab ki kahlai
uday uday jai amba baayi
uday uday jai amba baayi
uday uday jai amba baayi

ye hai gaumantha ki shanta durga maiya
sare sansar ki shanta durga maiya
ye hai gaumantha ki shanta durga maiya
sare sansar ki shanta durga maiya
majhdhar se par kare apne bhakt ki naiya
ye hai gaumantha ki shanta durga maiya
sare sansar ki shanta durga maiya

maiya tulja bhawani ki jai jai bolo
maiya tulja bhawani ki jai jai bolo
aao sab milke bolo jai jai bolo
unke charno pe aake pavan ho lo
maiya tulja bhawani ki jai jai bolo
mata sewa karke weer shiwaji
wo to hamesha jite yuddh ki baji
jivan ke sangaram mein inko puj ke vijai ho lo
jivan ke sangaram mein inko puj ke vijai ho lo
maiya tulja bhawani ki jai jai bolo
maiya tulja bhawani ki jai jai bolo
tulja bhawani ke darshan ko ram chandar ji aaye
phul ke badle nain kamal maa ke charno pe chadhaye
Sansar Ki Kaise Reet Hai
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
sansar ki kaisi reet hai ye nirdosh ko dosh lagata hai
apradh koi aur kare aur saja dusra pata hai
sachchai roi duniya mein
sachchai roi duniya mein aur jhuth muskuraya
dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye
dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye
sachchai roi duniya mein

kanun hi nyay ko jab dega sahara
kanun hi nyay ko jab dega sahara
ji payenga kaise koi kamjor becharakoi
koi kamjor bechara
kamjoro ka sansar kamjoro ka sansar
kamjoro ka sansar se bhagwan uth na jaye
dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye
sachchai roi duniya mein

koi jo buri raah chal deta hai to warna
koi jo buri raah chal deta hai to warna
mushkil ho jata hai uska sansar mein chalna
sansar mein chalna
achchhai ka achchhai ka achchhai ka
samaj mein balidan ho na jaye
dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye
sachchai roi duniya mein
sachchai roi duniya mein aur jhuth muskuraya
dharti se kahi nyay ki pahchan uth na jaye
sachchai roi duniya mein

nash kar raha tu bande aaj dharm ka nam
kahi kalakit ho jaye na sadiyo ka itihas
saty dharm se uth jaye na logo ka viswas
kyu chup ho daso dishao tut pada aakash
tut pada aakash tut pada aakash
maiya maiya maiya maiya
Paap Taap Santaap Jhuth
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
paap taap santap jhuth ki
ek na chalne payengi
saty dharm ki dhvja hamesha
dharti par fahrayengi
jai jai jai mumba devi
ye mumba devi suray mukhi
maiya karti sab ko sukhi
ye mumba devi suray mukhi
ye mumba devi suray mukhi
sukh ka deti vardaan use
jo aaye dwaar pe din dukhi
ye mumba devi suray mukhi
jai bolo mahalakshami

ham sab ki palanhar hai
mahalakshami mata mahalakshami mata
dhan ka apaar bhandar hai ye
mahalakshami mata ye mahalakshami mata
jai bolo mahalakshami ki
bolo mata sarpat shrigi ki jai
maa ke roop hai anek sarpat shrigi unme ek
aisi maiya dayalu rakhe bhakto ki dekh
rakhe bhakto ki dekh
chalo chalo re aaj devi darshan ko
chalo chalo re aaj devi darshan ko

jai jai maiya har siddhi ki
jai jai maiya har siddhi ki
ye avntika ki har si siddhi
hai riddhi siddhi dene wali
hai riddhi siddhi dene wali
yahi raja vikarmadity hai
parsiddhi dene wali
jai jai maiya har siddhi ki
jai jai maiya har siddhi ki
O Raja Mere Paas
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
o aaja aaja aaja o raja mere pas
o aaja aaja aaja o raja mere pas
deewani hu main teri jwani pyasi meri
baho mein mujhe leke bujha de meri pyas
o aaja aaja aaja o raja mere pas
aaja na

jab se aankh hai ladi tujhko hi ghadi ghadi dekhu
main khadi khadi bacha le mujhe
oye o pardeshiya tune aisa kya kiya
mera man fasa diya tujhko hi
bulau re na jane tujhse nain kyu ladaye
o aaja aaja aaja o raja mere pas
deewani hu main jawani pyasi meri
baho mein mujhe leke bujha de meri pyas
o aaja aaja aaja o raja mere pas
aa bhi ja

madira ki fuhar hu sej ki singar hu
hur ki bahar hu lekin tu bavre
kuch to hans ke bol de ghunght mera khol de
preet ka ras ghol de mere dil mein sanware
aisa kya kare jo jiya gaye haye haye haye
o aaja aaja aaja o raja mere pas
deewani hu main teri jwani pyasi meri
baho mein mujhe leke bujha de meri pyas
o aaja aaja aaja o raja mere pas
aaja raja

dil se dil jara mila chalne de ye silsila
sun mere piya jara jawan main jawan tu
chhane de jara jara halka halka sa nasha
dhire dhire aa bhi baat meri maan tu
door se hi muskura ke kyu sataye haye haye
o aaja aaja aaja o raja mere pas
deewani hu main teri jwani pyasi meri
baho mein mujhe leke bujha de meri pyas
o aaja aaja aaja o raja mere pas
are ab to aaja
Nij Janma Bhumi Dharti Maa Ko
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
nij janam bhumi dharti maa ko
kar naman jod kar hath chali
sampuran devi darshan karne
ye sati pati ke sath chali
chalo chalo re aaj devi darshan ko
chalo chalo re aaj devi darshan ko
devi darshan ko devi pujan ko
devi darshan ko devi pujan ko

sabse pahle tum sikho jo
har aangan jinki chhao mein hai
aur pujo maai sitla ko
jinka mandir har ganv mein hai
jinka mandir har ganv mein hai
chalo re chalo aaj devi darshan ko
chalo re chalo aaj devi darshan ko
Kaam Krodh Mad Moh
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
kam krod mad lobh moh kitna hi jor lagaye
kintu dharm ki rah pe chalne wale bik na pawe
om sarsvaty om namah
jo dhyan ko nikharti buddiko sawarti
yahi hai devo bharti namo mahasarsvti
bharmani lakshmi parvati utare jinki aarti
yahi hai devi parvati namo mahasarsvti
om anpurnaye namo namah
pavitra suhasni daridrta vinashni
jagat ko ye palati hai sabhi ko ye sambhlti
inke dwar aaye jo bhukha rah na paye wo
mahesh paran vandhana ruke ye anpurna
om mahadurgaye namo namah

apar shakti dharni asur vinashkarni
asur vinashkarni tritap kaap aarni
kamal suhag dayni ye jo kuch parkashni
andhkar nashni ye paap ki vinashni
hai bhagwa aadhi bhagwati hai durga aadhi bhagwati
bolo devi visha aakshi ki jai
hey jai jai maiya kaam aaksha
aaj ki nahi hai ye to baat hai purani
badi pavan hai badi pavan hai ye kahani
aaj ki nahi hai ye to baat hai purani
badi pavan hai badi pavan hai ye kahani

bhasm ho gayi yagy kund mein
ek din daksh kumari
unka sav kandhe dhar
bhatke shiv shankar tripurari
harne ko har ki maya
hari ne jab chakar chalaya
kat kat girne lagi sati ki
kaya suhani badi pavan hai
badi pavan hai ye kahani
jaha jaha dekhe raaja dat ne
sundar ang sati ka
waha waha pvitar bana gaya tirth devi ka
tirth ek unme bhai hai ye kamksha maai
aaye jo yaha pe uspe magan ho bhawani
badi paavan hai badi paavan hai ye kahani

maa maa jai jai jai maa
jai jai maa mahakali jai jai
maa kalkate wali
jai jai maa mahakali jai jai
maa kalkate wali
mundo ki mala jo pahne
yahi hai inke gahne
khadad trishul hath mein thame
inki chhavi hai nirali
jai jai maa mahakali jai jai
maa kalkte wali bolo kali mata ki
Hari Bhari Brajbhumi
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
hari bhari brajbhuni sinchti sada jise jamna maiya
yahi krishan bhagwan ne puji maiya kam dhenu gaiya
gaiya desh ki hai maiya bhaiya puj lo ise
gaiya desh ki hai maiya bhaiya puj lo ise
ye hai betrani ki naiya bhaiya puj lo ise
gaiya desh ki hai maiya bhaiya puj lo ise
jai jai kamdhenu maiya jai jai kamdhenu maiya

ke rama kashi paryag ke bich fasi hai
barijwasni maai
are rama inke daras ko gagan se ganga dharti pe aayi
jo koi inke dwar pe aawe
darshan tin rup me pawe
bori balika rup dikhawe
dophar ko yuwti ban aawe
aaj kwritha mata ban ke mamta ke bhandar lutawe
ki are rama mahima inhi devi ki
jagat mein hai sab ne gaai
ki are rama kashi paryag ke bich fasi hai
barijwasni maai

maharani vardani ki jai jai vindhayachal rani
maharani vardani ki jai jai vindhayachal rani
vindhayachal parvat ke upar bhavan bana hai sada
vindhayachal parvat ke upar bhavan bana hai sada
wahi hamari pyari maiya jagta van ka wasa
maharani vardani ki jai jai vindhayachal rani
maharani vardani ki jai jai vindhayachal rani

maiya santoshi ka naam lete hi ban jate kaam
puja inki jaha howe wahi inka dham
jag mein wahi inka dhaam
chalo chalo re aaj devi darshan ko
chalo chalo re aaj devi darshan ko
ye haridwar ki chandi maai jag mein inki bahut badaai
jai bolo chandi maiya ki jai jai manasa maiya ki
jai manasa maiya ki
shiv putri hai manasa mata ye riddhi siddhi data
jai jai manasa maiya ki hare hare gange hare hare gange
ye paap harni gange maiya charn tarni gange
karke ganga ke jal sanaan paavan kar lo
apne tan man ko chalo chalo re aaj devi darshan ko
chalo chalo re aaj devi dashan ko
Aao Suhaag Ki
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
aao suhag ki raat mana le
aaj bujha di jivan baati
sej chita ki hamko bulaye
o mere janam maran ke sathi
tumhare sang jina tha
tumhare sang jina tha
tumhare sang marana hai
diya tha jo vachan tumko
wo pura aaj karna hai
tumhare sang marana hai

huyi kuch bhul hogi
jiski maine saja payi
huyi kuch bhul hogi
jiski maine saja payi
dyalu hoke bhi maa ne
daya mujhpe na dikhlai
daya mujhpe na dikhlai
chita ki rakh chita ki rakh
chita ki rakh ab to
dharti pe bikharna hai
tumhare sang marana hai

abhagin hoke jine se
suhagin marna achcha hai
abhagin hoke jine se
suhagin marna achcha hai
pati ke sang sati hona
ye naari ki priksha hai
ye naari ki priksha hai
isi agni priksha mein
khara mujhko utrna hai
diya tha jo vachan tumko
wo pura aaj karna hai
tumhare sang marana hai
diya tha jo vachan tumko
wo pura aaj karna hai
tumhare sang marana hai
Jai devi Mata
Lyricist: B.D. Mishra
Tag: Hindi
Video:
jai devi mata jai nau durga mata
janni jai ho teri
amar tera nata
jai ho jai ho maa jagdambe

pahla hai swarup shail putri mata
hai shail putri mata
ji inke gun gaata
sukh sanpati pata
jai ho jai ho maa jagdambe

duja hai swarup brahmcharini maa
hai brahmcharini maa
braham rupini tu hi
paap harini maa
jai ho jai ho maa jagdambe

tija hai swarup chandar mata
jai chandar mata
tujhko pake man ka andhiyara jata
jai ho jai ho maa jagdambe

chautha hai swarup kusmandamani
jai kusmandamani
inse hi ban jata
jivan sukhdayi
jai ho jai ho maa jagdambe

pancham rup anup devi kaling mata
jai devi kaling mata
trigun tritap vinashini
tribhuvan ki prata
jai ho jai ho maa jagdambe

chhathvi kaatyani maayi taran haari
maayi taran haari
puje brahma vishnu puje tripurari
jai ho jai ho maa jagdambe

saatvi ye maha gauri aathvi kaalratri
hai aathvi kaalratri
nauwa rup hai tera
maa akhiratri
jai ho jai ho maa jagdambe
nav durga ki aarti jo koi gaave
ye jo koi gaave
kahe shivanand swami
jag me sukh pave
jai ho jai ho maa jagdambe